Guzartey lamho'n par jo achanak nazar padi
Thithak gaye, rukk gaye hum chaltey chaltey
Har lamha yahan bas ek lamhe ka hai mehmaan
Jaaney waale pe koi zor nahi aaney waale se zindgi anjaan
Ye safar jis ko zindgi kaha hum ne
Lamha-lamha martey huay lamho'n ka janaza sa lagti hai
Wo lamha jo haath se phisal gaya, gaya sadaa ke liye
To kya milay gi zindgi jo khud phisaltey huay lamhon se hai bani
By Sahila

No comments:
Post a Comment