Friday, June 7, 2024

Mummy ka purse

 Bahot thaki hui thi ... sleep-deprived bhi thi uss din ... friend ke ghar dinner par jaanaa tha ... bilkul dil nahi chaah rahaa tha 


Lekin koi bahaana bhi kaam nahi aa rahaa tha ๐Ÿ˜Š


So ... 

Just half an hour meiN nahaa-dho kar , saari เคฒเคชेเคŸ kar เคธोเคคी เคธूเคฐเคค se เคฒाเค‡เคตเคฒी เคฎूเคฐเคค bann kar tayyar ho hi gaye hum ๐Ÿค—๐Ÿ˜„๐Ÿฅณ


Lekin yaar saath meiN purse kaun sa le jaaooN ... ๐Ÿค”๐Ÿค”๐Ÿค” 


I usually am not the one who matches purses and footwear with clothes ... But pataa nahi , shaaed neeNd ka khumaar poori tarah utra nahi hoga , tabhi to dil khwaaboN waali khwaahish kar rahaa tha ...

 

Thi to ye bahot be-mauqa baat because I was getting delayed be-kaar meiN 

Aur ye matching purse ki chaahat ... Kya bhai ... Koi aur kaam nahi hai ๐Ÿ˜›๐Ÿ˜Ž๐Ÿ˜„???


But dil ki chaahat thi ... Aur dil kabhi kuchh chaahey to ussey be-sabab nahi samajhna chaahiye ... KyoN ke dil ke apney hi reasons hotey haiN ... Shaaed aNgrezi meiN issi ko Sixth Sense kehtey haiN ๐Ÿ˜


To bhai rummaging through the drawers of my cupboard I had no idea what a treasure was waiting to be discovered till my fingers touched an old black and red leather clutch ...


Mummy ko maiN ne gift karaa tha , yaad nahi kab ❤️


She had brought two of her clutches when she had come to my place 

In the smaller one she used to keep all the small coins and currency notes

Whenever anyone needed "chhutta" they knew where to look for it ๐Ÿ˜„


The bigger clutch was exactly to suit my purpose that evening 


Perfect match Maa ๐Ÿ‘๐Ÿฝ๐Ÿ‘Œ๐Ÿฝ๐Ÿฅฐ๐Ÿ˜Š๐Ÿ’–๐Ÿ’–๐Ÿ’–


Friend ke ghar , after dinner I was showing it off to everyone ... "Aaj mujhe Mummy ka purse mil gayaa ..." , and saying this , I opened it ... honestly for no reason ...

There was this worn out piece of paper inside ...


She used to make a list of her medicines at the beginning of the month 

Here it was ... 

In her own handwriting ๐Ÿ˜Š✍๐Ÿฝ๐Ÿ’–✍๐Ÿฝ๐Ÿ˜Š !!!


Lovvvvvvve you Momzii ... Happy Birthday to you ... JahaaN bhi haiN apney bachchoN aur unn ke bachchoN ke liye duaaeiN bhejti raheiN ๐Ÿ’–๐Ÿฅฐ๐Ÿ’๐Ÿ’–๐Ÿฅฐ๐Ÿ’๐Ÿ’–๐Ÿฅฐ๐Ÿ’


Hum aap ki yaad meiN two extra cups chaai piiney jaa rahey hai

No comments: